You are currently viewing میری بات بن گئی ہے

میری بات بن گئی ہے

This Naat Meri Bat Ban Gayi Hai beautifully expresses deep love and reverence for the Prophet Muhammad ( ﷺ ), celebrating his virtues and significance in the hearts of believers.

This Naat Meri Bat Ban Gayi Hai is a beautiful tribute filled with love and reverence for the Prophet Muhammad ( ﷺ ). The poet expresses deep emotions and heartfelt sentiments, capturing the essence of devotion. It illuminates the faith and love that Muslims hold for the Prophet, celebrating his character and virtues. Through verses of praise and blessings, this Naat resonates with the hearts of believers, reminding them of the significance of the Prophet’s teachings and the impact of his life on humanity.

Meri bat ban gayi hai Teri baat karte karte

Tera shehr main aaon Teri naat parhte parhte

Tere ishq ke badolat Mujhe zindagi mili hai

Mujha mout Aaqa aaye Tera zikr karte karte

Kisi cheez ki talab hai Na hai aarzo bhi koi

Tu ne itne bhar dia hai Kashkol bharte bharte

Hai jo zindagi baaki Ye irada kar liya hai

Tere munkiro sy Aaqa Main maroon ga lartay lartay

Mere sune sune ghar ko Kabhi ronaqain ata kar

Main deewana ho gaya Teri raah takte takte

Main na jaon ga dubara Kabhi chor kr ya galyan

Ke main pohncha hun yahan par Mere yaar marte marte

Nasir ke hazri ho Kabhi aastan per tere

Ke zamana hogaya hai Mujhe aahe bharte bharte

میر ی بات بن گئی ہے تیری بات کرتے ہیں
تیرے شہر میں میں آؤں تیری نعت پڑھتے پڑھتے

تیرے عش کی بدولت مجھے زندگی ملی ہے
میری موت بھی آئے آقا آئےتیرا ذکرکرتے کرتے

کس چیز کی طلب ہے نہ آرزو ہے کوئی
تو نے اتنا بھر دیا ہے کشکول بھرتے بھرتے

میرے سوہنے سوہنے گھر میں کبھی نعمتیں عطا ہوں
میں دیوانا ہو گیا ہوں تیری راہ تکتے تکتے

ہے جو زندگانی باقی یہ اراد ہ کر لیا ہے
تیرے منکروں سے آقا میں مروں گا لڑتے لڑتے

ناصؔر کی حاضری ہو کبھی آستاں پہ تیرے
کہ زمانہ ہو گیا ہے مجھے مجھے آہیں بھرتے بھرتے

Credit: M Media Gold ( youtube )

More Naat Sharif Lyrics:

Unka Mangta Houn

Nabi Ka Lab Par Jo Zikar Hai Be Misaal Aaya Kamaal Aaya