Hum Ne Ankhon Se Dekha Nahi Hai Magar in Roman English
Hum Ne Ankhon Se Dekha Nahi Hai Magar
Unki Tasveer Sine Me Moujood Hai
Jisne Laakar Kalaame Ilaahi Diya
Wo Muhammad Madine Mein Maujud Hai
Phool Khilte Hein Padh Kar Ke Salle Ala
Jhoom Kar Keh Rahi Hai Ye Baage Saba
Aesi Khushbu Chaman Ke Ghulon Mein Kahan
Jo Nabi Ke Pasine Mein Maujud Hai
Hamne Maana Ke Jannat Bahot Hai Haseen
Chhod Kar Ham Madina Na Jayein Kahin
Yun To Jannat Mein Sab Hai Madina Nahin
Aur Jannat Madine Mein Maujud Hai
Chhodna Tera Tayba Gawaara Nahin
Saare Aalam Mein Aesa Nazaara Nahin
Aesa Manzar Zamaane Mein Dekha Nahin
Jaisa Manzar Madine Mein Maujud Hai
Woh Abu Bakr, Faruq, Usman, Ali
Hai Yeh Sab Un Ke Deene Mubih Ke Faqih
Wo Faqeeho Ke Afsar Shahe Anbiya
Wo Shahenshah Madine Mein Maujood He
Besahaaron Ko Sine Se Lipta Liya
Jisne Jo Maanaga Usko Ata Kar Diya
Wo Fakiron Ke Afsar Shahe Ambiya
Wo Shahenshah Madine Mein Mojud Hai
Humne Aankhon Se Dekha Nahi Hai Magar Lyrcis 2024
{ہم نے آنکھوں سے دیکھا نہیں ہے مگر}
ہم نے آنکھوں سے دیکھا نہیں ہے مگر
مگرانکی تصویر سینے میں موجود ہے
جس نے لاکر کلام الہی دیا
وہ محمد مدینہ میں موجود ہے
پھول کھلتے ہے پڑھ پڑھ کے صلی اللہ
جھوم کر کہہ رہی ہے یہ بادے صباء
ایسی خوشبو چمن كے گلوں میں کہاں
جو نبی كے پسینے میں موجود ہے
ہم نے مانا كے جنت بہت ہے حَسِین
چھوڑ کر ہَم مدینہ نا جائیں کہیں
یوں تو جنت میں سب ہے مدینہ نہیں
اور جنت مدینہ میں موجود ہے
چھوڑنا تیرا طیبہ گوارہ نہیں
سارے عالم میں ایسا نظارہ نہیں
ایسا منظر زمانے میں دیکھا نہیں
جیسا منظر مدینہ میں موجود ہے
وہ ابو بکر فارق عثمان علی
ہے یہ سب ان كے دین مبیح كے فقیع
وہ فقیحوں کے افسر شاہ انبیاء
وہ شہنشاہ مدینہ میں موجود ہےوہ
بے سہاروں کو سینے سے لپٹا لیا
جس نے جو مانگ اسکو عطا کر دیا
وہ فقیحوں کے افسر شاہ انبیاء
وہ شہنشاہ مدینہ میں موجود ہے
Humne Aankhon Se Dekha Nahi Hai Magar
(Lyrics/کلمات)
The Epic Of Islam