Hazoor Aisa Koi Intezaam Ho Jaaye
Salaam ke liye hazir Ghulam ho jaaye
ﺣﻀﻮﺭ ﺍﯾﺴﺎ ﮐﻮﺋﯽ ﺍﻧﺘﻈﺎﻡ ﮨﻮ ﺟﺎﺋﮯ
ﺳﻼﻡ ﮐﮯﻟﯿﮯﺣﺎﺿﺮ ﻏﻼﻡ ﮨﻮ ﺟﺎﺋﮯ
Mein sirf deikh loon ik baar Subh-E-Taiba ko
Bala se phir meri duniya mein shaam ho jaaye
ﻣﯿﮟ ﺻﺮﻑ ﺩﯾﮑﮫ ﻟﻮﮞ ﺍﮎ ﺑﺎﺭ ﺻﺒﺢ ﻃﯿﺒﮧ ﮐﻮ
ﺑﻼ ﺳﮯ ﭘﮭﺮ ﻣﺮﯼ ﺩﻧﯿﺎ ﻣﯿﮟ ﺷﺎﻡ ﮨﻮ ﺟﺎﺋﮯ
Tajjilliyaat se bhar loon mein apna kaasa-e-jaan
Kabhi jo Un ki Gali mein qiyaam ho jaaye
ﺗﺠﻠﯿﺎﺕ ﺳﮯ ﺑﮭﺮ ﻟﻮﮞ ﻣﯿﮟ ﮐﺎﺳﺌﮧ ﺟﺎﮞ
ﮐﺒﮭﯽ ﺟﻮ ﺍُﻥ ﮐﯽ ﮔﻠﯽ ﻣﯿﮟ ﻗﯿﺎﻡ ﮨﻮ ﺟﺎﺋﮯ
Hazoor Aap jo Sun lein tho baat ban jaaye
Hazoor Aap jo Keh dein tho kaam ho jaaye
ﺣﻀﻮﺭ ﺁﭖ ﺟﻮ ﺳﻦ ﻟﯿﮟ ﺗﻮ ﺑﺎﺕ ﺑﻦ ﺟﺎﺋﮯ
ﺣﻀﻮﺭ ﺁﭖ ﺟﻮ ﮐﮩﮧ ﺩﯾﮟ ﺗﻮ ﮐﺎﻡ ﮨﻮ ﺟﺎﺋﮯ
Miley mujhe bhi zabaane Buseeri aur Jaami
Mera kalaam bhi maqbool-e-aam ho jaaye
ﻣﻠﮯ ﻣﺠﮭﮯ ﺑﮭﯽ ﺯﺑﺎﻥ ﺑﻮﺻﯿﺮﯼ ﻭ ﺟﺎﻣﯽ
ﻣﺮﺍ ﮐﻼﻡ ﺑﮭﯽ ﻣﻘﺒﻮﻝ ﻋﺎﻡ ﮨﻮ ﺟﺎﺋﮯ
Mazaa tho jab hai Farishte ye qabr mein keh dein
Sabhi hi Midhat-E-Khair Ul Anaam ho jaaye
ﻣﺰﺍ ﺗﻮ ﺟﺐ ﮨﮯ ﻓﺮﺷﺘﮯ ﯾﮧ ﻗﺒﺮ ﻣﯿﮟ ﮐﮩﮧ ﺩﯾﮟ
ﺻﺒﯿﺢ! ﻣﺪﺣﺖِ ﺧﯿﺮ ﺍﻻﻧﺎﻡ ﮨﻮ ﺟﺎﺋﮯ
Hazoor aisa koi intezaam ho jaaye
Salaam ke liye hazir ghulaam ho jaaye
حضور ایسا کوئی انتظام ہو جائے
سلام کے لئے حاضر غلام ہو جائے